CTET Pariksha mein Shamil hue a abhyarthiyon ko Pariksha pranam ka intezar hai sath hi hue cut off Jaan ke bhi ichuk hai is sambandh mein main sabhi jankari board ki adhikarik website par Di jayegi
Kendriya madhyamik Shiksha board ne shikshak patrata Pariksha CTET ki response sheet jari kar Di hai jiske bad Pariksha mein Shamil hue a student ko ab result aur cutoff ka intezar hai hai si TET result aane Wale kuchh Dinon mein online jari Kiya jaega jisse board ki website par dekha ja sakega is sambandh mein ek link board ki adhikarik website par jari Kiya jaega Jahan abhyarthi Apne Pariksha parinaam check kar sakenge.
CBSE ne 23 January ko response sheet ke sath hi sabhi vishayon ke question paper bhi e jari kar diye hai jiske bad chhatron ko ab cut off aur Pariksha result ka intezar hai iske liye Pariksha ka aayojan 16 December 2021 se 13 January 2022 ke bich different stages mein kiya Gaya tha jismein Desh bhar se lakhon abhyarthiyon ne hissa liya tha Pariksha do sifton mein aayojit ki gai thi Pariksha pranam se Judi jankari ummedwar website CTET NIC in se le ja sakti hai.
Kabh Aayega Result
Jahan Tak CTET ke exam result ki baat hai hai to iske 15 February Tak jari hone ki ummid ki ja rahi hai exam result jari hone ke bad website per jakar ling activate ho jaega jiske bad use per click kar result dekha ja sakega iske liye student ko ismein apna application number aur password yah janm tithi Jaise information ko summit karna padega iske bad kar result ka page khul kar samne a jaega
CTET exam ka cutoff is sal bhi hai lene ka anuman sataya ja raha hai different different category mein cutoff bhi different different hota hai Jaise samanya ke liye saman ke liye cutoff 87 to 90 hota hai hai vahi OBC category ke liye cutoff 82 - 85 hota hai. SC category ke liye cutoff 80- 83 rahata hai wahi st k liye cutoff 80 - 83 hota h